Adna sa khwab mera

H  adna sa ek khwab mera jo mere saath jeeta h
Kisi ki aarzoo k liye jeeta marta h
H cha nahi isko savar jane ki
Bas ek khalish h pura ho jane ki
H adna sa ek khwab mera..

Udd jane do

Roko na roko na mujhko tum roko na bah jane de kho jane do is hawa is mai bah jane do

H udd jane ki gir jane ki phir ae utt kar lad jane ki khwaish meri is ko bandho na isko toko na isko ro ko na

H ye subha dekho kaise chamcha rahi ek nayi kiran sabko dekha rahi isko khud mai samne se ro ko na toko na

H khushiya aawad deti tumko purati ab to chahre ki mushkan ko roko na toko na

H dil phir se jawa hone ko phir se kisi pe mar jane ko kisi ko apna kisi ka ho jane ko isko roko na toko na

K choti c h jindgi isko aur chota na karo isko jeene do badne do saverne do isko toko na isko roko na

Roko na toko na roko naaaa toko naaa

Masum sa dil mera

H masum sa dil kuch kahna chta h dil
Mushkurane ki vajha dhudta h dil
Ek aarma talashta h dil
Jidgi jeene ko ek jindgi talashta h dil
Kisi khwab mai kho jane ko chahta h dil
Dil karta h dil ban jane ko kisi ko apna kuud ko kho dene ko chahta h dil
Kabhi sambhalna kabhi gir jane ka karta h dil
Jidgi h choti c isy ek baar jeen ka karta h h dil
Manjil nahi  lamba safar chahta h dil chahta h musafir chahta h kafily
H mausamum sa dil kuch kahna chata h dil

Kashmakash

Ek juba se kabhi nama liya jinhone aaj sare baajr aa k daman tham liya
Dil kara chatak du haath aur kah du dil ha haal apne
Phir nazar gayi un k masum se chahre par
Dil ka shor jane kaise aakho mai utter aaya
Jane kaha sari baate kahi kho c gayi
Hum unke sambhalne ki injaar mai jane kab madhoosh ho gaye
Sambhala jab khud ko unhone duniya ki nazro se aur kas k jo pakda daman mera
K dil kara k cheer du duniya ko nauch lu in najro ko le jau dur kahi apne jaha mai unko
Dikhauu unko ek nazar apni se unko
K ye duniya nahi jo k inti khubsurat h isme tum ho isliye khubsurat h….

Blog at WordPress.com.

Up ↑